Dabi Hui Hai Mere Labon Mein Kaheen
dabi hui hai mere labon mein kaheen pe wo ah bhee jo ab tak
na shola ban k bharak saki hai na ashk-e-besud ban k nikali
ghuTi hui hai nafas ki had main jala diya jo jala saki hai
na shama ban kar pighal saki hai na aj tak dud ban k nikali
Reviews
No reviews yet.